computer me bina naam ka folder kaise banaye - INTERNET GUIDE HINDI

Latest

Wednesday, 10 August 2016

computer me bina naam ka folder kaise banaye


Hello dosto

Aaj me aapko batane wala hu ki kaise hum apne computer k folder ko bina naam ka kar skate hai dosto jb ham computer pe folder banathe hai to hame apne folder ka naam add kar na hota hai or jbe folder save hota hai par ab ham bina naam ka foler folder b bana skate hai dosto ap ko bena naam ka foder banana k liye kuchh setp folo karne hoge





Setp 1) Right click karee ab new folder par jaye


Setp 2) folder ko Rename karee 


Setp 3) ab aapko Alt press kar k rakhna  hai ab number key use karee type 255 enter kar de




Dosto ap ka bina naam ka folder ban gaya


Aapko hamara yeh post kaisa laga comment karke jaroor batayen or aisa
hi koi article jo technology se related jaankari deta hun aap hame
hamare email ------------- per bhejiye ham use jaroor publish karenge
or saath mein aapka name or aapki website ka bhi name denge(agar ho)
Ant mein aapse vida lete hue yahi kahunga ki aap hamare saath jude rhe
taaki aapko technology se related kai articles mile iske liye agar aap
chahe to apne email se hamare is blog ko subscribe kar sakte hai jisse
fayda yeh hoga ki aapko hamare blog ki hare k post sidha aapke mail
mein post hoke mil jayegi jisse aap hamari ek bhi post miss nhi karoge
or hamara aapka nata bana rhega.DHANYAWAAD.

No comments:

Post a Comment