xp me kaise badaye Internet speed - INTERNET GUIDE HINDI

Latest

Saturday 23 July 2016

xp me kaise badaye Internet speed

Hello , friend kabhi- kabhi aap dekhate ki internet ki speed slow ho jaati, is problem ko dukiya ja sakta hai, agar apke PC me latest hardware hai or broadband plan 512 kbps se jayda ka hai or phir bhi net slow chal raha hai to ye trick kuch had tak speed bada sakti hai lekin lightning speed nahi bada sakte hai .


     To aap ko net ki speed badane ke liye ye step follow karne hai    
1.       desktop ke My computer par right click kare.

2.         phir properties me jaye or hardware  tab par click  kare.

3.       ab device manager option ko open kare

4.       iske bad device manager ka window khulega .

5.       ab device manager ke ports  ( COM & LPT) menu me jaye.

6.       communication port (COMv) par double click kare .

7.       iske bad communication port properties ka window khulega
8.       phir port setting tab par click kare

9.       ab iske BITS per second ko 128000 tak bada de .

10.   phir iske bad flow control ko hardware option par set kar de

             ye setting apply karne ke bad apne PC ko restart kar de 

agar is post se related koi questions ha toh comment me puche 
thankyou.............

No comments:

Post a Comment