Android phone se kaise virus Dur kare - INTERNET GUIDE HINDI

Latest

Thursday 19 May 2016

Android phone se kaise virus Dur kare




Hello dosto Swagat hai Meri website par aap Sabhi logo ka Dosto Aaj Mai Aap Ko Bata Ne Wala Hoon Kaise Hum Apne Android phone Se virus nikalte Hain. dosto lagbhag aaj ke time par sab ke paas Android phone hai Android phone chalane Mein Sabhi Ko Acha Lagta Hai. par jab aapka phone virus mein aa jata hai toh bahut hang hone lagta hai.is Hamara phone ho sakta hai Dosto virus Kisi bhi Prakar aapke phone mein aa sakta hai. Chahe aap shareit se Kisi Se video le yeah photo ya koi website se app download kiya ho Dosto aapke phone mein virus aa jata hai Dosto Virus ke liye bahut se application aaye hue hai dosto par hame os k liye bahut paisa dena ho ga isliye me aj appko free app bataunga Jis Se aap apne phone Se virus nikal sakte hain toh Dosto chahiye sikhte
 hain.

(Internet se Aya huaa virus)


Internet se aaya Hua virus bahut Khatarnak Hota Hai yeah virus Ek program Ki Tarah Hota Hai. jo aapke mobile mein aa jata hey Agar ke virus aapke mobile Mein Aaya Hai. Aapka mobile bhi kharab kar sakta hai aap ka data bhi Khuda sakta hai. aapka mobile Dheere kaam karne lagta hai aur aap ke mobile ke folder Huda Satta hai isliye Hame apne mobile ko Shikwa rakhne ke liye 1 antivirus Jarur Rakhna chahiye

(Antivirus install kare)

Dosto aapke mobile mein ek anti-virus zaroor hona chahiye jo aapko Samay Samay par aap ke mobile ki Saari jankari data Rahe is Se Hamare mobile ko acchi security milegi aur Jab Bhi hamara mobile main virus aayega aapko Bata Dega Jis Se aap Badi aasani se wo anti-virus apne mobile se Dur kar sakte hain.

(Free antivirus upay)

Dosto aap apne mobile me free antivirus ka use kare aur Sab Ko install Karle aur Samay Samay par Apne antivirus ko update Karte Hain aapka mobile Puri Tarah safe rahega aur aap ko koi problem nahi Aayegi

1.(360 security antivirus)

Yeah 1 free antivirus hai jo Hamare Phone ko secure Rakhta hai. is mein aapko bahut se option Milenge aap ko isme boot option milega Jo aapka mobile main speed marega isme aap ko battery square option me Milta Hai .jo aap ki battery Lambe Samay Tak Chale aap isko Google Play Store se download kar sakte hain.

(Avast free Antivirus mobile)

Avast free mobile security app aapko yeah computer ki security ke liye Banaya Gaya Tha Par ab yeah aap ko Google Play Store par aasani Se Mil Jayega antivirus bahut popular hai is antivirus main aapko bahut se option Milenge jo aap ke mobile ko security mein rakhega

AVG security antivirus

AVG bahut achha antivirus hai baby Pehle computer ke liye Banaya Gaya Tha par jab ye popular Ho Gaya toh isko Android phone ke liye bhi bana diya Gaya Yeh anti-virus aapko Google Play Store par aasani Se Mil Jayega iski Khaas Baat Hai Jab Bhi Koi Aap galat password Dalo Gaye aapko batayega

(MC security )

Yeh app mobile ke liye Hai Banaya Gaya Hai. Jo aap ke phone ko Puri Tarah Se quiere rakhega isme aap ko scanning AppLock future milega agar aap ka phone Koi Aur use karta hai. apke phone par koi galat password dalta hai. to yhe Torrent photo le Le Gaye aur aap ko pata chal jayega ki aap ka phone Kisne use kiya tha usne kaun kaun se folder open kiye the Dosto Ye bahut acha hai baby aapko Google play store for free Mil Jayega.

(Online virus scanner Google)

Dosto agar aap apna phone online virus scan karna chahte hain to aap Google ki help Le sakte hain. isme aap ko online virus scanner likhna hoga Oriya aapko batayega aapke phone mein koi anti-virus to nahi hai. Dosto Ye bahut hi accha website hey app iska use online kar sakte hain.

Do Dosto aap ko Mera Ye post kaisa laga please mujhe comment kar K Bataye Agar aapko koi problem aa rahi hai.tu aap mujhe comment par pooch sakte hain main aap ki puri help Karunga Agar aapke phone mein koi bhi problem hai. aap mujhe comment kar kar bata sakte hain . Mein Tumhari help kar sakta Hoon dosto main aapko Hamesha Aisi post karta rahunga please aap se mujhe Meri website ko follow karte Rahe essay aapko Mere Aane wali new post aap ki email par aa Jayegi do Dosto Mary's website ko please subscribe Karle.

Dhanyavad.....

No comments:

Post a Comment